𝖲𝗁𝖺𝗒𝗋𝗂 ~ शायरी 💖
Статистикаलम्हा दर लम्हा साथ ऊमर बीत ज़ाने तक...!! मोहब्बत वही है ज़ो चले मौत आने तक...!!!
- Последний пост
- 5 нояб.
- Последнее чтение
- 13 авг.
- Постов за неделю
- 0
- Всего постов
- 20
- Тип
- открытый
- Язык
- ha
- В каталоге с
- 13 авг.
- 1/24сутки в ленте
- —
- 1/48двое суток
- —
- 1/72трое суток
- —
Оценка по просмотрам недавних постов: пост набирает почти всё за первые сутки.
Посты
Mana ki Hum adab se baat nahi karte Pr ye mano ki hum matalb se baat nahi karte Ye naram lehja pyari baatein tere liye hai Hum is lehje me sabse bat nahi karte
Din Nahi Hota Raat Nahi Hoti Kuch Bhi Khaas Nahi Hota Jis Din Meri Tumse Baat Nahi Hoti Aur Mohabbat Toh Phir Bhi Behad Hai Tumse Woh Alag Baat Hai Humari Mulaqat Nahi Hoti...!!
ᴄɪɢʀᴇᴛᴛᴇ ᴋᴇ ᴅᴜʜᴇ ᴋᴏ ʙᴀᴅᴀʟ ᴋᴇʜᴛᴀ ʜᴜ ᴍᴇʀᴇ ᴅᴏꜱᴛᴏ ꜱᴇ ᴘᴜᴄʜ ᴍᴇ ᴋʜᴜᴅᴋᴏ ᴘᴀɢᴀʟ ᴋᴇʜᴛᴀ ʜᴜ ᴜꜱᴋᴇ ᴅᴜʀ ᴊᴀɴᴇ ᴋᴇ ᴋʜᴀʏᴀʟ ꜱᴇ ᴋᴀᴀᴘ ᴜᴛʜ ᴛɪ ᴛʜɪ ʀᴏᴏʜ ᴍᴇʀɪ ᴀʙ ᴜꜱ ɴᴀᴀᴍ ᴋᴇ ʟᴏɢᴏ ꜱᴇ ᴅᴜʀ ʀᴇʜᴛᴀ ʜᴜ
Ke Tujhe Dekh Ke Jab Mosam Mera Sard Hua Tha Ke Tere Chale Jane Ke Bad Mujhe Kitna Dard Hua Tha Wo Sham Me Bhula Nahi Paya Wo Aakhein Nam Ha Jinhe Rula Nahi Paya Aj Bhi Tera Naam Mujhe Vesi Hi Saza Deta Hai Aj Bhi Tera Chehra Mujhe Nind Me Jaga Deta Hai
Tumse Dur Jane Ka Irada To Nai Tha Sath Rehne Ka Wada Bhi To Nai Tha Tum Yaad Nai Karoge Ye Jante The Hum Par Itne Jaldi Bhul Jaoge Ye Nahi Jante The Hum
DAYAR-E-GAIR ME TUJHE KESE SADA DETE ? TU MIL BHI JATI TO AKHIR GANWA DETE
Na Wo Mila Na Mila Ishara Koi Kaise Umeed Ka Chamkega Sitara Koi Had Se Jyda Na Kisi Se Mohobbat Krna Jan Leta Ha Hamesha Jan Se Pyara Koi.......
Nazar ko nazar ki nazar na lage Koi acha bhi is kadar na lage Tujhe dekha ha is nazar se Jis nazar se tujhe nazar na lage
.
Wo jaag kr hi to duniya ko khone wale hai Jo khwab me teri bahon me sone wale hai Jalil kardiya tha humko bhi ishq ne Itna Warna kabhi hum bhi aise rone wale the
Lehza badal gaya ha Chidchida sa rehta hu Tode din kharab chal rhe hai Aur koi baat nahi Logo ki shikayat rehti hai Ki me pehle jaisa nahi raha Me pehle kesa tha Mujhe khud bhi yaad nahi
Na wo sapna dekho wo tut jaye Na wo hath thamo jo choot jaye Na ane do kisiko kitna kareeb ki Uske jane ke bad insan khudse ruth jaye
Ke ban gaya wo aisa khawab Jo abh kabhi haqiqat nahi ho sakta Jiske sath bitana tha mujhe har wo pal Ab wo ek pal ke liye bhi mera nahi ho sakta
Ek janaza ke khatir Sara jahan nikla ek vo na nikla jiske khatir Janaza nikla
Ek pal me mene sadiya dekhi ha Ek ladki me mene duniya dekhi ha Ye wo nahi jo mujhe chod kar gayi Ye wo ha jisne mujhme kamiya dekhi ha
Ke mere dil par tere baaton ki tir lag rahi ha Tere haathon me mere mehboob ki tasveer lag rahi hai Ke mere dil par tere baaton ki tir lag rahi ha Tere haathon me mere mehboob ki tasveer lag rahi hai Aur me janta hu wo khila rahi ha chammach se zeher mujhko Aur me janta hu wo khila rahi ha chammach se zeher mujhko Pr uske haathon se kha kr wo bhi mujhe khir lag rahi ha
Is qadar giraftar ha teri yaadon me hume rasta rihayi ka dikhe bhi to hum nazar andaz kar dein
Behte aashiq ki zuba nahi hoti Lafzo mai mohhobat bayan nahi hoti Mile jo pyar toh kadar karo yaaro Kismat har kisi pe meherban nahi hoti
Har roz tumse baat krne ka zariya dhoondta hu Har raat chand se sirf teri hi baatein krta hu Pata ha kabhi miloge nahi tum Phir bhi tere ane ka intezar krta hu
ᴋᴜᴄʜ ʏᴀᴀᴅᴇɪɴ ʏᴀᴀᴅ ʀᴀᴋʜɴᴀ, ᴋᴜᴄʜ ʏᴀᴀᴅᴇɪɴ ʏᴀᴀᴅ ʀᴀᴋʜɴᴀ, ᴢɪɴᴅᴀɢɪ ᴍᴇ ʜᴜᴍ ᴛᴜᴍ sᴀᴀᴛʜ ɴᴀʜɪ ʀᴀʜᴇ ʟᴇᴋɪɴ ʜᴜᴍ ᴋᴀʙʜɪ sᴀᴀᴀᴛʜ ᴛʜᴇ, ʏᴇ ᴢɪɴᴅᴀɢɪ ʙʜᴀʀ ʏᴀᴀᴅ ʀᴀᴋʜɴᴀ.!'