❂𝐈𝐬𝐥𝐚𝐦𝐢𝐜 𝐊𝐧𝐨𝐰𝐥𝐞𝐝𝐠𝐞 𝐀𝐧𝐝 𝐌𝐂𝐐𝐬❂🕋📿🕌🌴
СтатистикаAssalamualaikum everyone ILM E Deen sikhna har Musalman mard wa aurat per farz h ALLAH Ke Paigaam ko Duniya tak pahuchana aur Apne Per mehnat karna, Hamare Fara'iz me Shamil hai. ILM ek Noor hai jo Deen aur Duniya dono ki Raho ko Roshan kar deta hai.
- Последний пост
- 22 июл. 2025 г.
- Последнее чтение
- 13 авг.
- Постов за неделю
- 0
- Всего постов
- 20
- Тип
- открытый
- Язык
- ha
- В каталоге с
- 13 авг.
- 1/24сутки в ленте
- —
- 1/48двое суток
- —
- 1/72трое суток
- —
Оценка по просмотрам недавних постов: пост набирает почти всё за первые сутки.
Посты
❂𝐈𝐬𝐥𝐚𝐦𝐢𝐜 𝐊𝐧𝐨𝐰𝐥𝐞𝐝𝐠𝐞 𝐀𝐧𝐝 𝐌𝐂𝐐𝐬❂🕋📿🕌🌴 pinned «कुछ तकनीकी समस्याओं के कारण हमें एक नया चैनल बनाना पड़ रहा है। अब इस चैनल में शामिल होना सिर्फ बॉट के जरिए होगा। इसके लिए माफ़ कीजिएगा, लेकिन ऐसा नहीं होने पर चैनल ब्लॉक हो सकता है। यह चैनल अब इस्तेमाल में नहीं है।»
कुछ तकनीकी समस्याओं के कारण हमें एक नया चैनल बनाना पड़ रहा है। अब इस चैनल में शामिल होना सिर्फ बॉट के जरिए होगा। इसके लिए माफ़ कीजिएगा, लेकिन ऐसा नहीं होने पर चैनल ब्लॉक हो सकता है। यह चैनल अब इस्तेमाल में नहीं है।
📝Qur'an me aata hai:`` > "Aqeemus-Salah" (نماز قائم کرو) _🔰— Iska matlab hai: Namaz ko uski sharait, waqt, aur aadaab ke sath pabandi se ada karna._ *🔸 Tafseel:* 1. _⏰ Waqt par namaz padhna_ 2. _🫀Khushu' aur khudu' ke sath (dil se, dhyan se)_ 3. _💌 Ruku’, sujood, qira’at, sab theek tareeke se_ 4. _💎Sirf padh lena nahi, usko apne zindagi ka hissa banana_ *📖 Qur'an (Surah Al-Baqarah: 3) me aata hai:* > "Wa yuqeemoonas-salah" (اور وہ نماز قائم کرتے ہیں) _Or wo Namaz qaim krte hain._ *🔹 Summary:* _Namaz qayam karna = Namaz ko poori tarah, sahi tareeke se, dil se, waqt par ada_
без подписи
без подписи
без подписи
без подписи
1. *Social media* ne logon ko farig aur ghaflat mein daal diya hai💯 2. Isne _riya-kaari_ , nafrat aur buhtan ko aam kar diya hai💯 3. Har shakhs apni zindagi ka har lamha show kar raha hai – ikhlaas khatam hota ja raha hai💯 4. *Ghibat,* ~hasad~ aur jhoot ka bazaar garam hai social media par.💯 5. Deen se doori aur dunya ki💯 chaka-chaundh mein uljhan ka sabab ban raha hai.💯 Apni zindagi mein social media ka istemal soch samajh kar karein – warna yeh fitna ban kar tabahi la sakta hai.
без подписи
без подписи
👅 *Zabaan Dil ka Aina hoti hai...* *Insaan ke alfaaz uske dil ki asli soorat dikhate hain. Agar dil saaf ho, toh baat me narmi aur sachchai hogi. Aur agar dil maila ho, toh zabaan se zeher hi niklega.* ⏰ *Har waqt apne alfaaz ka intekhab soch samajh kar karein…
👅 *Zabaan Dil ka Aina hoti hai...* *Insaan ke alfaaz uske dil ki asli soorat dikhate hain. Agar dil saaf ho, toh baat me narmi aur sachchai hogi. Aur agar dil maila ho, toh zabaan se zeher hi niklega.* ⏰ *Har waqt apne alfaaz ka intekhab soch samajh kar karein, kyunke jo hum bolte hain wohi humare dil ka haal dikhata hai.* *👅Zubaan ko sudharo, 🫀dil ko narm karo.* > *— Ibn Qayyim Al Jawziyyah* 📌 *Aapki baat cheet aapke dil ki gawai deti hai... Har lafz ek gawah hai!*
*_MAY BE THE SOUL IS TIRED BECAUSE IT NEEDS MORE TIME WITH ALLAH 🫀🌷_* *_Easy Dhikar for extensive rewards_* (It's time for ZikruALLAH / Remember ALLAH everyday)🤍🦪 *Recite & react 💕* • *سُبْحَانَ اللَّهِ وَبِحَمْدِهِ عَدَدَ خَلْقِهِ وَرِضَا نَفْسِهِ وَزِنَةَ عَرْشِهِ وَمِدَادَ كَلِمَاتِهِ3x*🌊 *• لَآ اِلَهَ اِلَّا اللّهُ مُحَمَّدٌ رَّسُول اللّهِ* x3 🌿 *• لا إِلَهَ إِلَّا اللَّهُ، وَحْدَهُ لَا شَرِيكَ لَهُ، لَهُ الْمُلْكُ وَلَهُ الْحَمْدُ، وَهُوَ عَلَى كُلِّ شَيْءٍ قَدِيرٌx3*💘 *•لَّا إِلَهَ إِلَّا أَنتَ سُبْحَنَكَ إِنِّي كُنتُ مِنَ الظَّلِمِينَ* x3🦪 *• اَللّٰهُ اَكْبَر*🪷x3 *• رَبِّ إِنِّي لِمَا أَنزَلْتَ إِلَيَّ مِنْ خَيْرٍ فَقِيرٌx3*✨ *• لَا حَوْلَ وَلَا قُوَّةَ اِلّٰا بِاللّٰهx3*🌻 *• اَللّٰهُمَّ صَلِّ عَلٰی مُحَمَّدٍ وَّعَلٰی آلِ مُحَمَّدٍx3*🫀 *• اَللّٰهُمَّ إِنِّي أَسْأَلُكَ الْجَنَّةَ وَأَعُوذُ بِكَ مِنَ النَّارِ*⭐x3 *• اَسْتَغْفِرُاللّٰهَ رَبِّىْ مِنْ کل ذَنبٍ وَّاَتُوْبُ اِلَيْهِx3*✨ *• حَسْبُنَا اللَّهُ وَنِعْمَ الْوَكِيْلُx3*🌺 *•رَضِيْتُ بِاللَّهِ رَبَّاً وَبِالْإِسْلَامِ دِيناً وَبِمُحَمَّدٍ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ) نَبِيّاً*⭐x3 • *اللَّهُمَّ إِنِّي أسألك عِلْماً نَافِعاً، وَرِزْقاً طيباً، وعملاً متقبلاًx3*🤍 *•رب ارحمهما كما ربيانِي صَغِيرًاx3🎐* *•يَا حَيُّ يَا قَيُّومُ بِرَحْمَتِكَ أَسْتَغِيْتُ🦋x3* *•الله أكبر الله أكبر لا إلَهَ إِلَّا اللَّهُ وَاللَّهُ أَكْبَرُ اللَّهُ أَكْبَرُ وَلِلَّهِ الْحَمْدx3🌼* *•اللَّهُمَّ أَعِنِّي عَلَى ذِكْرِكَ وَشُكْرِكَ وَحُسْنِ عِبَادَتِكَx3☘️*
Jawani me sabse zyada besukooni ki wajah na mehram se talluk hai...* *Bhala tum ye kaise guman karte ho ke Rab ki hudood ko phalang kar sukoon tumhare muqaddar me likh diya jayega?
без подписи
*☝🏻Woh konsi Namaz ha jisko chhorne se pichle sare nek amal khatam ho jate ha? Janne ke liye padhiye*
*اذکار Reminder*🎗️ *Read And React done* ♥️🍃 *«سُبْحَانَ اللهِ»*♥️🫀 *«الحَمْدُ للهِ»*♥️🫀 *«لَا إلَهَ إلَّا اللهُ»*♥️🫀 *- «اللهُ أكْبَرُ»*♥️🫀 *- «سُبْحَانَ اللهِ وَبِحَمْدِهِ»*♥️🫀 *- «سُبْحَانَ اللهِ العَظِيمِ»*♥️🫀 *- «لَا حَوْلَ وَلَا قُوَّةَ إلَّا بِاللهِ»*♥️🫀 *- <<اَستَغْفِرُاللّٰہَ رَبّیْ مِن کُلّ ذَنبِِ وَّ اَتُوْبُ اِلیْہِ.*♥️🫀 *- «لَا إلَهَ إلَّا أَنْتَ سُبْحَانَكَ إنِّي كُنْتُ مِنَ الظَّالِمِينَ»*♥️🫀 ♥️🫀 *صلی اللہ علیہ وآلہٖ وسلم*🫀♥️ *-"رَبَّنَآ اٰتِنَا فِی الدُّنْیَا حَسَنَۃً وَّ فِی الْاٰخِرَۃِ حَسَنَۃً وَّ قِنَا عَذَابَ النَّارِ"♥️🫀* ❀| *اَلَّھُمَّ اِنِّی اَسْئَلُکَ الْجَنَّةَ💌* ❀| *حَسْبُنَا اللَّهُ وَنِعْمَ الْوَكِيْلُ*
Insaan bhi kitna ajeeb hai naa ghalib dua ke waqt samjhata hai ki khuda kitna kareeb hai.🥹 Aur gunah ke waqt sochta hai ki khuda to na dekh raha hai na sunn raha hai na wo kareeb hai islye Allah ki haddon ko tot deta hai, Aur usse aage badh jata hai.🥺 Gunah ke waqt khud ko andhera samajh kar chhupane ki koshish karta hai insan, lekin bhool jata hai ye baat ke. > "وَهُوَ مَعَكُمْ أَيْنَ مَا كُنتُمْ" Aur Woh tumhare saath hai jahan kahin bhi tum ho.! (Surah Hadid: 4)!!
Durood Reminder – ✨🎗️ 1. Sallallahu ‘alayhi wa sallam 2. Sallallahu ‘alayhi wa sallam 3. Sallallahu ‘alayhi wa sallam 4. Sallallahu ‘alayhi wa sallam 5. Sallallahu ‘alayhi wa sallam 6. Sallallahu ‘alayhi wa sallam 7. Sallallahu ‘alayhi wa sallam 8. Sallallahu ‘alayhi wa sallam 9. Sallallahu ‘alayhi wa sallam 10. Sallallahu ‘alayhi wa sallam 11. Sallallahu ‘alayhi wa sallam 12. Sallallahu ‘alayhi wa sallam 13. Sallallahu ‘alayhi wa sallam 14. Sallallahu ‘alayhi wa sallam 15. Sallallahu ‘alayhi wa sallam 16. Sallallahu ‘alayhi wa sallam 17. Sallallahu ‘alayhi wa sallam 18. Sallallahu ‘alayhi wa sallam 19. Sallallahu ‘alayhi wa sallam 20. Sallallahu ‘alayhi wa sallam 📿 Fazilat: *Nabi ﷺ ne farmaya: "Jo mujh par ek martaba durood bhejta hai, Allah us par 10 martaba Rahmat nazil karta hai."* (Sahih Muslim) *➡️ Ab sochiye, 20× Durood = 200× Allah ki Rahmat!* SubhanAllah! 🤍
без подписи